Mera Aapki Kripa Se Lyrics by Master Saleem, from the album Mera Aapki Kripa Se. Composed by Raaj Aashoo Lyrics are written by Murali Agarwal label: T-Series Released on 20 Apr 2021 in latest Bhakti Sangeet category.
Mera Aapki Kripa Se Lyrics
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum Kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
O mere Kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
O mere Kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
Jagg me mera naam Kanhaiya Tunne hi karwaya
Majdaaro me fasi thi naiya
Tunne paar lgaya
Sabka swami tu antaryaami tu
Dikhta ho saamne mai piche se tu khda
Aese hi mere Mohan mera naam ho raha hau
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum Kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
O mere Kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
O mere Kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
Sabka palanhaar sabka karanhaar
Teri hi batti me hota sabka beda paar
Sabka palanhaar sabka karanhaar
Teri hi batti me hota sabka beda paar
Bhakto me tere kanha mera naam ho rha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum Kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai