Dunk That Junk Lyrics by Mika Singh, Pardhaan, from the album Dunk That Junk. Composed by Shadab Rayeen Lyrics are written by Abhishek Dubey,Pardhaan label: MTV Released on 27 Oct 2016 in latest Punjabi Single Track category.
Dunk That Junk Lyrics
Haan gadi ka sheesha khola
Ander ka bahar dola
Audi mein chal diye
Shun shan shan shon…
Haule se aankh churayi
Dekhe na koyi bhai
Tarka doon isko ab yahan…
Don’t be a punk baby
Dunk that junk (x2)
Don’t be a…
Don’t be a punk baby
Dunk that junk
Haan.. waise toh Hi-Fi
Harkat chiller kar jaaye
Dady ka hai sara jahan
Chehra toh kill kar jaaye
Ratti bhi sharam na aaye
Bole ke sab chalta yahaan..
Thoda attitude hai
Munda kyunki dude hai
Galti kaise maane ye munna
Kehta hai busy tha
Yeh kaafi easy tha
Phir toh beta dhayan se ye sun na
Don’t be a punk baby
Dunk that junk (x3)
Don’t be a punk baby..
Don’t be a punk…
Don’t be a punk baby
Don’t be a punk baby
Dunk that junk (x2)
(Pradhaan Rap)
Ab ye kya gandh macha diya
Koode ka mountain bana diya
Nadiya kachre se bhardi
Dhuyein se aakash chala diya
Aise planet khatam ho jaayega
Kharidega kya kamayega
Ladkiyon ka kahan ghumayega
Gaadi kya hawa mein chalayega
Kele ka chilka, cigarette ka dibba
Logon ka paanv bhari chewing gum se chipka
Bag polythene ka, can cold drink ka
Kisko hai chinta ji, kisko hai chinta
Swachh bharat abhiyan chala hai
Desh ki bhalayi mein tera bhala hai
Dekhte hain kiska dil bada hai
Safayi rakhna bhi toh kala hai